Best New Ghazals In Hindi
Presenting Best New Hindi Ghazals by Sachin Chouhan. This Best New Ghazals In Hindi is based on the problems of life where one person is jealous of other persons for what they have of what they don't have in their life. Basically, they compare themself to other persons. This heart touching ghazals in Hindi very beautifully written by the writer, he is an Indian writer so this gazal is in Hindi and Hinglish language. We hope you understand the correct meaning and language of this latest ghazal lyrics Hindi. This Hindi gazal is a new ghazal so we hope you like it this ghazal. Pankaj Udas Ghazal, Jagjit Singh Ghazal is another type of the gazal they are such legends in the Hindi gazal Industry. Where some new Ghazal writers are just starting to show up their talent in the online world nowadays. Our Website is welcome you to New Ghazal World and we also have One-Sided Love Shayari, Love Shayari in Hindi. Sad Shayari in Hindi, romantic Shayari, Two-line Shayari, and many more.Best New Ghazals In Hindi | Hindi Ghazal | Hindi Poetry |
New Hindi Ghazal
Alfaaz sunaye hai tumko jazbaat abhi baaki haiKuch baat batayi hai tumko kuch raaz abhi baaki hai
Qismat se ladna seekh lo acchi aadat hai ye
Iss aadat ko badal ke acche kaam abhi baaki hai
In sookhe pedon ke dil bhi gulzar abhi baaki hai
Agaaz hua hai rishton ka anjaam abhi baaki hai
Ek nemat hai Zindagi ise sambhaal ke rakhna
Iss safar ki aakhri manzil shamshaan abhi baaki hai
Agaaz hua hai rishton ka anjaam abhi baaki hai
Ek nemat hai Zindagi ise sambhaal ke rakhna
Iss safar ki aakhri manzil shamshaan abhi baaki hai
In roti aankhon mein bhi muskaan abhi baaki hai
In bikhri ummidon mein bhi kuch jaan abhi baaki hai
In koore kagaz pe shayar sacchayi to likh di
Iss sach ko padhne walon mein imaan abhi baaki hai
In bikhri ummidon mein bhi kuch jaan abhi baaki hai
In koore kagaz pe shayar sacchayi to likh di
Iss sach ko padhne walon mein imaan abhi baaki hai
Iss dil ke ujde ghar mein kuch roohein abhi baaki hai
Un roohon ki kuch khwaish iss dil se abhi baaki hai
Ae shayar jo tune lagaya marham apne zakhmon pe
Un zakhmon ko dene wale kuch log abhi baaki hai
Un roohon ki kuch khwaish iss dil se abhi baaki hai
Ae shayar jo tune lagaya marham apne zakhmon pe
Un zakhmon ko dene wale kuch log abhi baaki hai
Zaraa aahista chal ae Zindagi kuch kaam abhi baaki hai
Ek arse se chal raha hun aaram baaki hai
Zaraa aahista chal ae Zindagi kuch kaam abhi baaki hai
Ek arse se chal raha hun aaram baaki hai
Zaraa aahista chal ae Zindagi kuch kaam abhi baaki hai
Duaein rab se maangi thi inayat abhi baaki hai
Shikayat jo khud hi se thi woh shikayat abhi baaki hai
Main kitna unko rokunga jo jata hai woh jaye
Par mujhko unki aadat hai ye aadat abhi baaki hai
Shikayat jo khud hi se thi woh shikayat abhi baaki hai
Main kitna unko rokunga jo jata hai woh jaye
Par mujhko unki aadat hai ye aadat abhi baaki hai
Afsaane mere pyaar ke galiyon mein abhi baaki hai
In galiyon se nikalna mera janazaa abhi baaki hai
Main kitna kisko khush rakhun main khud se hi rootha hun
Iss roothe shayar ko bhi khud manana abhi baaki hai
In galiyon se nikalna mera janazaa abhi baaki hai
Main kitna kisko khush rakhun main khud se hi rootha hun
Iss roothe shayar ko bhi khud manana abhi baaki hai
Raston mein tanha chalta hun manzil abhi baaki hai
Lehron mein uljha rehta hun saahil abhi baaki hai
Ek tootta sa tara hun kuch yaha gira kuch waha gira
Iss taare me jo zinda the armaan aaj bhi baaki hai
Lehron mein uljha rehta hun saahil abhi baaki hai
Ek tootta sa tara hun kuch yaha gira kuch waha gira
Iss taare me jo zinda the armaan aaj bhi baaki hai
Kuch log door gaye kuch paas abhi baaki hai
Kuch saath choot gaye kuch saath abhi baaki hai
Barsaatein aayi jaane kitni halaat abhi banjar hai
Iss toote dil mein rishton ke kabristaan abhi baaki hai
Kuch saath choot gaye kuch saath abhi baaki hai
Barsaatein aayi jaane kitni halaat abhi banjar hai
Iss toote dil mein rishton ke kabristaan abhi baaki hai
Zaraa aahista chal ae Zindagi kuch kaam abhi baaki
Ek arse se chal raha hun aaram abhi baaki hai
Zaraa aahista chal ae Zindagi kuch kaam abhi baaki hai
Ek arse se chal raha hun aaram abhi baaki hai
Zaraa aahista chal ae Zindagi kuch kaam abhi baaki hai
Best New Ghazals In Hindi
अल्फ़ाज़ सुनाये है तुमको जज़्बात अभी बाकी है
कुछ बात बताई है तुमको कुछ राज़ अभी बाकी है
क़िस्मत से लड़ना सीख लो अच्छी आदत है ये
इस आदत को बादल के अच्छे काम अभी बाकी है
इन सूखे पेड़ों के दिल भी गुलज़ार अभी बाकि है
आगाज़ हुआ है रिश्तों का अंजाम अभी बाकी है
एक निमत है ज़िन्दगी इसे संभाल के रखना
इस सफर की आखरी मंज़िल शमशान अभी बाकी है
इन रोती आँखों में भी मुस्कान अभी बाकी है
इन बिखरी उम्मीदों में भी कुछ जान अभी बाकी है
इन कोरे कागज़ पे शायर सच्चाई तो लिख दी
इस सच को पढ़ने वालों में ईमान अभी बाकी है
इस दिल के उजड़े घर में कुछ रूहें अभी बाकी है
उन रूहों की कुछ ख्वाइश इस दिल से अभी बाकी है
ऐ शायर जो तूने लगाया मरहम अपने ज़ख्मों पे
उन ज़ख्मों को देने वाले कुछ लोग अभी बाकी है
ज़रा आहिस्ता चल ऐ ज़िन्दगी कुछ काम अभी बाकी है
एक अरसे से चल रहा हूँ आराम बाकी है
ज़रा आहिस्ता चल ऐ ज़िन्दगी कुछ काम अभी बाकी है
दुआएं रब से मांगी थी इनायत अभी बाकी है
शिकायत जो खुद ही से थी वो शिकायत अभी बाकी है
मैं कितना उनको रोकूंगा जो जाता है वो जाये
पर मुझको उनकी आदत है ये आदत अभी बाकी है
अफ़साने मेरे प्यार के गालियों में अभी बाकी है
इन गलियों से निकलना मेरा जनाज़ा अभी बाकी है
मैं कितना किसको खुश रखूं मैं खुद से ही रूठा हूँ
इस रूठे शायर को भी खुद मनाना अभी बाकी है
कुछ लोग दूर गए कुछ पास अभी बाकी है
कुछ साथ छूट गए कुछ साथ अभी बाकी है
बरसातें आयी जाने कितनी हालात अभी बंजर है
इस टूटे दिल में रिश्तों के कब्रिस्तान अभी बाकी है
ज़रा आहिस्ता चल ऐ ज़िन्दगी कुछ काम अभी बाकी है
एक अरसे से चल रहा हूँ आराम बाकी है
ज़रा आहिस्ता चल ऐ ज़िन्दगी कुछ काम अभी बाकी है
Related Post
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box.